Mp3 download click on download button
Hanuman Chalisha Page 3
Raam dhuare Tum rakhwale |
Hote na aagya binu paisare ||
Meaning
(You are door keeper to shri ram and without your permisson noboddy can have an entry therein.)
Hindi meaning
(Shri ram ji ke dwarpal hanuman ji hote hai jonki aayga ke bina koi bhi under nhi ja sakta hai.hanuman ji anumati ke bina koi bhi nhi ja sakta )
Sab sukh lahai tumhari sarna |
tum rakshak kahu ko dar na ||
Meaning
(Under Your refuge ones gets all comforts and happiness.There is no cause of fears if you are the protector.)
Hindi meaning
(Hanuman ji saran me jane per saare sukh mil jaate hai.jinke rakshak hanuman ji hote hai unko kisi ka bhi dar nhi satata hai.wo nidar ho jate hai or nirbhya hokar jeete hai)
Aapan tej sambharo apaye |
Teeno lok haak se Kapaye ||
Meaning
(It is only you who can manage and control your power.All the three world tremble when you roar)
Hindi Meaning
(Hanuman ji ki jo shakti hai jo unka tej hai usko wo sirf khud hi sambhal sakte hai.usko koi nhi sambhal sakta.kisi or ke bus me nhi hai)
Bhoot pisach nikat nhi aave |
Mahavir jab naam sunave ||
Meaning
(Evil spirits like ghots and goblins cannot come near a person while one recites the name of hanuman the supreme warriorr.)
Hindi Meaning
(Hanuman ji ka naam sunkar bhoot paret sabhi darkar fagte hai jaha wo hote hai waha koi bhaoot nhi rukhta.unke naam lene wale ko bhoot paret aatma ka koi dar nhi hota hai. unke paas kabhi nhi aate hai)
Nase rog hare sab peera |
Japat niranter hanumat veera |
Meaning
(All the bodily diseases are expelled and all pains removed if somebody makes constant japa of your name.O brave Hanuman.)
Hindi meaning
(Jo hanuman ji ka naam japta hai unke sabhi rog door ho jate hai.Or uski saari peeda mit jati hai.jo hanumaan ji ka jaap nirantar karta hai uske sabhi kast mit jate hai.or har roge door hota hai)
Sankat Te Hanuman chudawe |
Man karam vachan dhyaan jo laave ||
Meaning
(Hanumaan realeases him from all crises if a person meditates him from all crises if a person mediates upon him with the mind,deeds and speech.)
Hindi Meaning
(Jo bhi hanumaan ji ka man se or apne vachano dhayan karta hai.uske sabhi sankat ko hanuman ji door kar dete hai.or uske sankat mita dete hai.)
Sab per Ram tapasvi raja |
Tin ke kaaj sakal tum saja ||
Meaning
(There is the ascetic kings Rama ruling over all and you fulfilled his missions. )
Hindi Meaning
(Sabhi ke raja to shri Ram hai.Per un tapasvi raja shri Ram ji ke kaaj tumne banvaye hai. Tapasvi means Ram ji jab vanwas gaye to unhone jo roop dhanran kiy atha wo tapavi jaisa tha jiski vajah se unko tapavi swaropp gaya hai)