Tuesday, April 30, 2019
O sun bhole Dj Vk & DJ Ram
O sun bhole Dj Vk & DJ Ram
Mp3 download click on download button
Papi devraaj indra ki mukti ki kahari (Shivpuran)
Sut ji bole -Hai srasth rishiyo |jo durachari ,paapi ,kaami or dhutjan ho wo bhi is kahtha ke dwara sudh ho jate hai |lalchi,mittha bhasi mata-pita ko dukh dene bale.dumbhi,pakandhi,hinsak,patit duyeshi karathama,nirdeyi purush bhi kaliyag me iske dwara pavitra ho jaate hai |is prasang me ek prachin itihas aapko sunata hoo,jiske sunne per sabhi paapon ka naash ho jata hai.
Kirat nagar me ek dradri or dhurachari bhrahaman rehta tha.jo dharamor devon se vimukh tha.sandha vandhan to kya wo to snan tak bhi nhi karta tha.usne aadharam ke dwara bahut sa dhan ikatha kiya.ek baar ek talabh per snann karne gaya.wahi ek shobhabati naam ki bashya bhi aayi thi.wo bhashya ko bhi ek dhani purush ko apni or aakarsit dekhkar param prasan hui.wo dono ek hokar chirkaal tak kamasakth hokar vihar karte rahe.us bhraman ko uske mata-pita aadhi ne bar bar samjhaya lekin usne unki ek na mani .us neech ne ek din rath ko irsha hone ke karan sote hue mata-pita or stari ko maar dala or dhan sampti le jakar bheshya ko de diya.
devyog se
Saturday, April 27, 2019
Friday, April 26, 2019
Friday, April 19, 2019
Bhog To Lagao Balaji ( remix ) DJ DiViT/DJ AnVesH/DJ Mario meerut
Bhog to lagao bala ji (Bala ji jayanti special)
Mp3 download click on download button
Bala ji jyanti special Hanumaan chalisha
||Shri hanumate Namah ||
Shri hanuman chalisha is full of devotion, sacrifice and dedication.To achieve any objective and in time of distress one goes in the shelter of bajanwali
Hanuman ji is a very big bhagta of shri ram ji.
Start hanuman chalisha
Doha
Shriguru charan saroja raj |
Nija manu mukuru sudhari ||
Baranau raghubara bimala jasu |
Jo dayaku phala cari||
Doha english meaning
(Polishing the mirror of my mind with cari.pollen dust of shri guru's lots foot. I here by proced to narrate unblemished glory of shri Rama ji.The besstower of fourfold accomplishmnts )
Hindi meaning -(Kamal ke phulon ke saman guru ke charno me namaskar hai.jinhone mere man ke vikaro ko sudara hai or mere man ko sudh kiya hai. un guru shri ram ke naam lene se ek uttham fal ki prapti hoti hai)
.
Buddhihina tanu janike |
sumirau pawan kumar ||
bal buddhi dehu mohhi |
Harehu kalesa bikara ||
Meaning
(Considering my self devoid of intellectual merits. i invoke sri hanuman the son of pawan dev.
o bestow on me the strength ,intellect and knowledge
kindly remove my body aliments and mental mladies)
Hindi meaning
(Main buddhi hin. hoo.or aapka naam le raha hu hai pawan kumar mujhko bal buddhi or vidha do.mere man ke vikaro ko dur karo or kalaesho ko mitado. )
Chaupai
Jai hanuman gyan guna sagar |
Jay kapis tihu lokh ujahagar ||
Meaning
(Hail to three o hanuman the repositary of knowledge and merits.hail to three o lord of monkeys,well known all over the three worlds.)
Hindi meaning
(jinko gayan sagar ki tarah hai jo guno ke sagar hai jinhone apne gyan ke sagar se tino lokho ko ujahagar kar rakha hai.aise gyan ke sagar wale hanumaan ji ki jai ho)
Ram duth atulith ball dhama |
Anjani putra pawansutra nama ||
Meaning
(The emissary of Rama and adobe of might beyond comparison .also referred to be the name of anjani putra and pawan putra )(means - Pawanputra Anjani and pawan dev )
Hindi meaning
(Jo raam ji ke duth hai .jinme bahut sara bal hai jo bal ka dhaam hai wo mata anjani ke puutra hai.or jinka naam paan putra bhi hai)
Mahaveer bikram bajrangi |
Kumati nivaar sumati ke sangi ||
Meaning
(You are superemely valorrous ,extremely brave with your body storng like thunderbolt.
you extreminate the evil thought and stands by the side of rightously thinking ones)
Hindi meaning
(jo veero ke veer hai or vikram bajrangi hai yani raja vikram ke saman h.jo burai ka nas karte hai hai or sadbuddhi ka sath dete hai.)
Kanchan varan viraaj subesha |
Kaanan kundal kunchit kesha ||
Meaning
(The golden complexion and impressive apperance due to the lovely garments rings in the ears and hair curly)
Hindi meaning
(Jo sone ke man ko mahne wale vastra pehnte hai or sunder roop wale hai. jinke kanno me sone ke kundal hai or unke gunglare baal hai )
Hath bajra or duaajha biraje |
KAandhe munjh janehu sajeh ||
Meaning
(Vajra and a flag adorn in your hand sacrial theard of mujha grass beautify your shoulder)
Hindi meaning
(Jinke ek hath me gaddha or dusre me duajha yani lal patakha hai or kande per lal munjh or janehu hai)
Shankar suvan kesari nandan |
Tejh pratabh maha jagh bandhan ||
Meaning
(The son of shiva and delighter of kesari .commandingthe supremme venratiion of the entrire world for the effulgence and great valour)
Hindi meaning
(jo shankar ji or kesari ke putra hai un hanumaan ji ki sampran jagat vandhana karta hai )
Bidyavaan guni aati chaatur |
Raam kaajh kaarivo ko aatur ||
Meaning
(Supermely learned,meritorious and extremely clever, always eager to fulfil any mission of Rama.)
Hindi meaning
(jo bahut hi vidwaan hai sabhi vidha ko janne wale hai.sabhi gun jinme hai.wo bhaut hi chatur hai.wo hamesha shri ram ji ke kaam ko karne ke liye hamesha tyar rehte hai).
Prabhu charitra sunibe ko rasiya |
Raam lakhan sita man basiya ||
Meaning
(Found of listening to the exploits of the lord.Your heart is a firm abode of rama lakhman and sita)
Hindi meaning
(hanumaan ji hamesha hi shri ram ji ke charit ke baare me sunne ko tyar rehte hai.aise bhagat hanuman sadev hi ram ji ,laxman ji or mata sita ke man (hiradya)me rehte hai).
Sukhma roop dhari siyahi dikhawa |
Bikata roopa dhari lankha jarawa ||
Meaning
(In the minutest form you presented yourself before sita and burnt lanka appearing in monostrous form)
Hindi meaning
(Hanuman ji jab lankha gaye to unhone sita mata ko chota sa roop dikhaya jisse unko koi bhi nhi dekh paye or vishal roop lekar puri lankha ko jala diya)
Bheem roop dhari asur sanghaare |
Raamchandra ke kaaj sawaare ||
Meaning
(You assumed a colossal form and annihilated.the demons and successfully accomplished the mission of Ramchandra)
Hindi meaning
(bheem roop yani bada roop/ Hanuman ji ne yudh me apne sarir ka aakaar bada karke asuron ko mara or shri ram ji ke yudh me vijay hone me sath diya .)
Laaye sajivan lakhan jiyayem |
Shri raghuvir harshi ura laaye ||
Meaning
(Brinnging the life saving drug marat anjivini, you reavived lakshana for that shri ram was very happy and took you to his bosom).
Hindi meaning
(jab yudh me laxman ji ghayal ho gaye to hanuman ji unke liye sanjivini naamak booti lekar aaye jisko dekar shri ram ji bahut hi pasan huye.. )
Baki padne ke liye Photo per click kare
Monday, April 15, 2019
Saturday, April 13, 2019
Krishna vaani 2 Vibration/trance mix(sachin saxena)
Mp3 download click on download button
Anginat Paryaso ke Paschahat chiti apna ek chota sa ghar bana paati hai hai..
Jo anya jantuo ke liye saral si baat hai..
Wo chitti ke liye uske jeevan ki sabse badi ghatna hai..
Sabse badi safalta hai..
Bhaviosha me chitti rahe ya na rahe..
Inke banaye huye ghar bharso paschat tak tike rehte hai..
Jeevan me safalta ke saath bhi aisa hi hota hai..
Aap ko ek din me safalta nhi milti..
Kitu aap pratidin peryaas karte rahe..
To ek din aapko safalta avsaaya milegi..
Esmaran rakhiyega..
Bhaagya ke dwaar unke liye nhi khulte jo haar maanlete hai..
Bhaagaay unka swagat karta hai..
Jo utkar unke dwaar khat khataane ka praas karte hai...
To paryaas karte rahiye..
Safalta ek na ek din aap ke pas aayegi..
Prem se bolo Radhe-Radhe..
Video /mp3 full watching on my youtube channel..
krishna amrit vaani trance/Vibration mix(sachin saxena official)
Mp3 download click on download button
Jab bhi prem ki baat aati hai....
Hum sabse pehle man me ek nayak or nayika ka chitran kar lete hai...
Kyu aapke sath b hi yahi haota hai na..
Per kya prem kewal nayak or nayika ka aakarsan ka bandhan hai..
Nhi prem to parivar se ho sakta hai.
Mata-pita,bhai-behan se ho sakta hai..
Sakha-mitro se ho sakta hai..
Deshor janam bhoomi ke liye ho sakta hai..
Maanavta ke liye ho sakta hai..
Kisi kala ke liye ho sakta hai..
Is prakati ke liye ho sakta hai..
Per prem kabhi us panne per nhi likha ja sakta,
Jisper pehle se hi bahut kuch likha ho..
Jise ek bhari matki me or paani aa hi nhi sakta hai..
Yadi prem ko pana hai to man ko khali karna hoga..
Apni ichaaye apna sukh sab tyagkar Samarpan karna hoga.
Apne man se vyapyaar hata do tabhi pyaar milega or man
Parasan hokar bolega RADHE RADHE
Video full watching on my you tube channel
All compition Remixes
Shiv ji dialouge vibration/Trance mix dj compition
Shiv ji dialouge vibration/Trance mix dj compition
Mp3 download click on download button
shiv puraan Starting [Shri shiv puraan Mahatmay]
Bhagwaan bwayass ji ke priya shishya sute ji se sonakaadi rishiyon ne aagrah purvak shiv puran sunne ki prathana ki to sarvpratm sut ji bole -hei rishiyon |aap sab log dhanya hai.jo aap me shiv ji uttam kahta sunne ki prati hui hai.aapke samne uttahm shiv bhagti badane wala or shiv ko prasan karne wala rashayan roop saastta sunata hoo.is saashtra ka barnan shri shiv ji ne swam apne shri mukh se shri sant kumar ji se kiya .isliye seko shiv mahapuraan kaha hai.
iske sunne se man me bhagti draan hokar shiv ki prapti hoti hai.
Hai maharishiyo |Sarav prakar ke dhaan or yago ke karne se jis fal ki prapti hoti hai .wo fal shv puraan ke sunne wala ko anayas hi mil jata hai.
Thursday, April 11, 2019
Durga mata mantra vibration mix by sachin saxena
Durga mata mantra
Sarva-Manggala-Maanggalye Shive Sarvaartha-Saadhike |
Sharannye Trya[i-A]mbake Gauri Naaraayanni Namo[ah-A]stu Te ||
Mp3 download click on download button
Hanuman chalisha P- 3
Aura manorath jo koi lavai |
Soi amit jeevan phala pavai ||
Meaning
(If anybody and everybody worships you andf entertains any desire he is sure to achieve the fruits of life unlimitedly.)
Hindi Meaning
(Hanuman ji sbhi manorath ko pura karte hai man ki sabhi murad ko pura kate hai.or wo amar ho jata hai )
Charon jug partap tumhara |
Hai parsiddha jagat ujiyara ||
Meaning
(Your might and glory were supreme all over the four ages .well-known and shing throught the world.Satyuga treta dwapara and kalyug)
Hindi Meaning
(Chaaro yug yani Satyug,treta yug,Dwapar yhug,and kaliyug in sabhi mein hanumaan ka pratap yani tej rehta hai or hamesha hi rahega.or unse hi sara jagat prakasit hota rahega.)
Sadhu sant ke tum rakhwale |
Aasur nikandan Ram dulare ||
Meaning
(You are the protector of sages and saints.annihilater of demons and darling of Rama.)
Hindi Meaning
(Hanumaan ji shri ram ji ko bahut pasand hai h.jo assur ko maar dete hai.or sadhu santo ki sadev hi raksha karte hai.unko raaksasho se bachate hai)
Aast siddhi nav nidhi ke data |
Aas ber deen janki mata ||
Meaning
(The mothersita grantedyou boon of becoming capable of bestwing eight siddhis and nind nidhis)
Hindi Meaning
(Haanumaan ji sabhi tarah kim siddhi yani shakti ko dharan karne wale hai unko sari siddiya mata sita ke assirwaad se hi prapt hui hai)
Ram rashyan tumhare pasa |
Sada raho rahupatim ke dasa ||
Meaning
(Hanuman ji ke pas ram ji ko paane ki rasayan hai ya ram ji ki kirpa pane ka maarg hanuman ji se milta hai.kyoki wo aise hanuman jiu sadev hi Ramm ji ke dads h.wo ram ji ke charno me apna jivan bitaate hai wo ram ji ki sewa me din raat lage rehte hai)
Tumhare bhajan Raam ji ko paave |
Janam janam ke dukha bisrave ||
Meaning
(One attains to shri Rama Through adoring and worshpping you and happens to forget if he had any misseries in past so many birtjh,)
Hindi Meaning
(Ram ji ko paane ke liye hanuman ji bhajan karna chaiye jinke bhajan karne se ram naam ki prapti ho jati hai.jinka gun gaaan karne se janam janam ke dukh door ho jate hai)
Anth kaal rahuwer purjai |
Jaha janm hari bhagat kahai ||
Meaning
(At the time of final depature such a person goes the abode of shri Rama and after that wherever he happens to take birth,he will be known as a confirmed devotee of lord Rama)
Hindi Meaning
(hanuman ji ka bhagat Anth me mar kar raghupati ram ji ke pas jata hai or dobara se jaha bhi janam leta hai wah ahari bhagat yani ranm nji bhagat kehlata hai)
Or devta chit na dharai |
Hanumat seim sab sukh karai ||
Meaning
(A person even thought he may not pay any attention to any other god enjoys all pleasure by servibg sri hanumaan.)
Hindi meaning
(jo bhi person hanumaan ji ki puja karta hai usko kisi or devbta ki pooja ki jaroot nhi hoti hai .kyoki hanuman jui hin uski sabhi manoth poore klar dete hai )
Sankat kate mite sab pira |
JO sumre hanumat bal beera ||
Meaning
(All the crises vanish and all paions removed.if somebody remembers the mighty hanuman)
Hindi meaning
(JO hanuman ji ko pujte hai unke sab sankat mit jate hai.)
Jai jai jai hanumaan gosai |
Kirpa karo guru dev ki Nai ||
Meaning
(Hail hail hail to three o hanuman .my master be as graceful me as my gadly preceptor.)
Hindi meaning
(Tumhari Jai ho hanuman ji aap guru dev ho hamare aap hamari naav jo bhawar me atki hai uskom paar lagao.)hum machdhar me fase hai humko bhar nikalo.
Jo sat Bhara patha kara koi |
chuthi bamdi maha sukh hoi ||
Meaning
(One who recites this hanuman chalisha.one hundred times .he is released from bondage and experience the supreme biles)
Hindi meaning
(Jo hanuman chalisha ka 7 baar path kar leta hai wo bandhan yani jail se bhi mukht ho jata hai.or uski zindagi me sukh hi sukh ho jata hai.)
Jo ye pade hanumaan chalisha |
Hoi siddhi sakhi gorisha ||
Meaning
(one who reads this hanumanchalisha.he gets accomplishment-lord shiva textifies it)
Hindi Meaning
(Jo person hanuman chalisha padta hai usko sabhi siddhiya mil jati hai shiv ji ko bhi prapt kar leta hai)
Tulsi das sada hari chera |
Kejai nath harsya mein deyra ||
Meaning
(Tulsidas is a sevent of lord rama forever.o Lord keep your abode in my heart)
HindiMeanning
(Tulsidas ji hamesha hari roop wale ram ji ka kirtan karte hai or kehte hai ki prabhu aap hamesha haamre hardey me niwas karo.)
Bol bajranbali ki jai (Jaikara vibration) bala ji spl by sachin saxena
Bol bajranbali ki jai (Jaikara vibration) bala ji spl
Share Bol bajranbali ki jai bala ji spl by sachin saxena.mp3 - 8 MB
Share Bol bajranbali ki jai bala ji spl by sachin saxena.mp3 - 8 MB
Mp3 download click on download button
Hanuman chalisha part 2
Rahupati kinhi bhahut badai |
Tum mam priya bharat sam bhai
Meaning
(The lord of raghveer paid loftiest encomiums And said you are as dear to me as my brotheer bharata )
Hindi meaning
(Ram ji hanumaan ji ki bahut tareef yani prasnta karte or unko bhi apne sabhi bhaaiyo bharat aadi ki tarah hi pasand karte hai)
Sahas badan tumhro jas gaave |
As kahin shri pati kanth laggave ||
Meaning
(The thousand-hooded serpent-god sings your glory - so saying the lord of laxmi embracces you again and again)
Hindi meaniing
(Sabhi log hanuman ji ki Gadha gaate hai or unko shri ram ji bhi apne gale se laagate hai.)
Sankaadik brahamadi munisha |
Narad sarad sahit ashisha ||
Meaning
(Sage as sanaka as gods like brama the other munis like narada besides saraswati and sesa.
)
Hindi Meaning
(Hanuman ji ki vandana jo ki shiv roop hai Bharama or other muni jaise narad sarad or anya karte hai)
jam kuber digpal jaha te |
Kabi kobid kahi sake kaha te ||
Meaning
(Yama and kuber the presiding deities and protectors of all quarters fail to praise your glory.then now can the ordanary poets and scholars narrate it )Yam yani - Nayay or dharam ke devta Kuber - yani -Dhan dolat ke devta
HIndi meaning
(jinke dwarpal yam dev or kuber ji ho umnko dhan ki kabhi kami nhi hoti hai yani hanuman jinki pooja karne se dhan dhote ki kabhi kami nhi hoti hai or unki pooja karne wale ke sath klabhi adhama nhi ho sakta hai )
Tum upkaar sugreev kehinha |
Ram milaye raaj pad deena ||
Meaning
(You were quite obliging to sugriva by arranging his meeting with Rama and consequently getting the kingship conferred on him.)(kingship means places of kiskindha)
Hindi meaning
(Hnauman ji ne hi sugreev ko shri ram se milwaa tha or sugreev ko unse bhai baali se raajpaat dilwane me saheta ki thi)(Sugreev se uska raajya uske bhai ne chin liya tha or uski patni ko bhi le liya tha)Ram ji ne baali ko maar kar uske rajya ko wapas dila diya.jisme sagreev ki help hanumaan ji ne ki thi..
Tumharo mantra bibhishan mana |
Lankeshwar bhaay sab jaag jana ||
Meaning
(Vibhisana paid heed to your advice with the result .he became the king of lankha-the entire world knows it.)
Hindi meaning
(Hanuman ji ka bibhisana ne bhi mantra mana hai .jinki kirpa se wo lanka ke raja ban gaye .jinko lanka ka raja sabhi ne mana hai )
jug sahastra jojan per bhanu |
Leelyo taahi madur fal jaanyu ||
Meaning
(The sun is located at a distance of thousands and thousanda of miles,yet you swallowed him taking to be a sweet fruit)
Hindi meaning
(1000 kos ki duri per surya dev hone per bhi hanuman ji unko faal samajhkar nigal gaye.unhine suraj ko ek madhur fal samjha jisko khakar apni bhukh shaant karne ke liye usko nigal gaye.)
Prabhu mudrika meli mukh mahi |
Jaladhi laghi gaye acaraja nahi ||
Meaning
(Then what is wonder if you kept the signet rings of the lord in your mouth and jumped across the sea)
Hindi Meaning
(Sita mata ki khoj karne ke liye hanuman ji ne shri ram ji ki mudrika yani anguti ko apne mukh me chupa liya or vishal samunder ko bhi lange gaye.aisa karne per kisi ko bhi sande ya acrage nahi )
Durgam kaaj jagat ke jete |
Sugam anugheh tumhare tete ||
Meaning
(Whatever difficult tasks are there in the world .they all become easy by your grace)
Hindi meaning
(Hanuman ji ke liye koi bhi kaam katin nhi hai,wo kisi bhi kaam ko asani se kar dete hai)
Friday, April 5, 2019
Ramnavmi jaikara 2019 mix.mp3 By Sachin saxena official
Mp3 download click on download button
Shri Raam stuti
Shri Ramchanndra krapalu bahuju man harana bhavbhaya darunarm |
Navakaanja locana kanja mukha, kara kanj pada kanjharunarh ||
Kamdarpa aganita amita chabhi,navanila-nirada sumdaram |
Pata pita mannahu tarita ruchi suchi janaka-sutavaram ||
bhaju dinesa danava-daityyavamsa-nikamdananam |
raghunamda anadakamda kosalacamda dasaratha-namdanam ||
sira mukuta kumdala tilaka cara udaru amga bibhusanam |
ajanubhuja sara-capa-dhara,samgrama-jita-kharadusanam ||
iti vadati tulasidasa samkara-sesa-muni-mana-ramjanam ||
mama hrdaya-kamja nivasa kuru, kamadi khaladala-gamjanam |
karuna nidhana sujana silu sanehu janata ravaro ||
Ehi bhati gauri asisa suni siya sahita hiya harasi ali |
Tulasi bhavanihi puji puni puni mudita mana mandira cali ||
So jani gauri anukula si7a hiya harasu na jai kahi |
Manjhula mangala mul bama anga pharakana lage ||
||Siyavara ramachandraki jaya ||
Shri Raam ji ki vandana
apadamapahararam dataram sarvasanpadam |
lokabhiraman sriraman bhuyo bhuyo namamyaham ||
Ramaya ramabhadraya ramchandraya manase |
Raghunathaya nathaya sitayah pataye namahe ||
nilambujasyamalakomangah |
sitasamaropitavamabhagam ||
Panau mahasayakacarucapam |
Panau mahasayakacarrucapam ||
Namami ramam raghuvansanathan.
Shri Ram-stuti
Shriramachandra krapalu bhaju mana bhavabhaya darunarh |
Navkanjha locana ,kamja mukh kara pada kamjhanuram ||
||Bolo shri ram ji ki jai||
Subscribe to:
Posts
(
Atom
)